Figurative language Northrop Frye
chaudahavi ka chaand ho ya aafatab ho jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawab ho chaudahavi ka chaand ho ya aafatab ho jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawab ho chaudahavi ka chaand ho zulfe hai jaise kaandho pe baadal jhuke huye aankhe hai jaise mayke pyale bhare huye masti hai jis me pyar ki tum wo sharab ho chaudahavi ka chaand ho chehara hai jaise jhil me hasta hua kaval ya zindagi ke saaj pe chhedi hui gazal jaane bahaar tum kisi shayar ka khwab ho chaudahavi ka chaand ho hotho pe khelti hai tabassum ki bijaliya sajade tumhari raah me karati hai kahkasha duniya-e-husn-o-ishq ka tum hi shabab ho chaudahavi ka chaand ho....
Chand,Chanda,mahtab there are many ways in which the moon is addressed in Hindi songs , even once or twice as chanda mama who can forget Shakeel Badayuni's chaudhavin ka Chand ho tum??
In this song Chand taken as metaphor by writer and we can also see that in this song there are so many metaphor like baadal, sharab, Kamal, gazal, bijali....Here writer compare hair with baadal and say that julfe hai jaise kandho pe baadal juke huye...
Comments
Post a Comment